Kya TikTok Ban Hona Chahiye Pakistan Mein Ya Nahi?

Previous topicNext topic
danielmartinhq
Junior Member
Junior Member
Posts: 2
Joined: Yesterday, 8:37 am

Kya TikTok Ban Hona Chahiye Pakistan Mein Ya Nahi?

Post by danielmartinhq »

Har kuch arsay baad Pakistan mein TikTok ban ho jata hai aur phir khul jata hai. Government ka kehna hota hai ke ye app “immoral content” spread karti hai, lekin dusri taraf bohot se logon ne isi app se apna career banaya hua hai, brands ke saath deals hoti hain aur online earning bhi hoti hai.

Aap logon ka kya khayal hai — TikTok ko permanently ban kar dena chahiye ya phir isay regulate karke chalna chahiye? Kya aapko lagta hai ke bans se awaam ka faida hota hai ya zyada nuqsan?
User avatar
tiger
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1412
Joined: 06 Jan 2015, 9:15 am
Has thanked: 75 times
Been thanked: 246 times

Re: Kya TikTok Ban Hona Chahiye Pakistan Mein Ya Nahi?

Post by tiger »

i do not like tiktok,nor tiktoker.

govt ne kia morality ka theka lay rakha hai?

apna kaam hota nahi inn se,

na mehngaye kam ker saktay hain,
na loggo ko roz gaar day saktay hain.

awam ko "chay" samajh rakha hai bus.
Star Trak i10000 (1506lv)
Sony Bravia KLV-40R352C
Previous topicNext topic

Who is online

Users browsing this forum: No registered users and 90 guests