Aliraza63 wrote: ↑17 Aug 2023, 11:07 am
abhi mere fone pr susrael baat ho rehi he .
Aliraza63 wrote: ↑17 Aug 2023, 10:59 am Ye ap ki oper dhaka start wali baat ne mere iradon ka ek baar phr naqsha badal dia ha . main ne socha he is ko pack kar ke store me rukh don . 15/20 din baad dobara power on krta hon . pta chale dhaka start ka qisa khatam hua bhi he ye nahi . phr is ko 2/3 din chla kr phr is ko november december me hi nikalon ga . .
Dm520 me ne retire nhi kia jo dm900 ke diods me ne nikale the wohi us ko laga don ga . ye bhi project ka hisa he . ye nanna munna receiver back to life to le aon ga .
summer season mei dhakka start kaam naheen karega ..I mean in summer you will not find a little bug in its performance either aak mah band rukhnay kay bahd yeh pehli fursat mei ON ho ga ..AliDogar nay mujhay hand over kernay say pehlay he checked its booting after almost one and half month.
aap nay shield aur heat sink kay dermian cooling pad rukha hay ?jo iss kay saath already lga huwwa tha ...that was factory default pad ..so usski care kerna
XDSR685HDR Avant OPENBOX AS4K CI Pro
800HDse SIM2.10 Vu+Solo2 Solar setup detail Fronus PV 5000 INFINEON+ Canadian450W PV Module
Sirf 35 mints lagy
vu+ ke diods jo nikale the wohi dm520 ko laga diye .same value same out come . Aur box ghoray ki tarah chal para he .
DM520 Back again . Alhamdulilah . working seamlessly .
Aliraza63 wrote: ↑17 Aug 2023, 4:54 pm
Sirf 35 mints lagy
vu+ ke diods jo nikale the wohi dm520 ko laga diye .same value same out come . Aur box ghoray ki tarah chal para he .
DM520 Back again . Alhamdulilah . working seamlessly .
ghoray ki tarah chal parha hay iss kay aagay chholay(grains) dalay thay
yeh sun ker khushi hoee keh DM 520 ki rooh be wapis aa gye hay ...yeh aik chamatkaar (miracle) tha jo aap nay ker dikhaya
mei toh chahta hoon issko doli charha dain in Rs.10K ..it is HEVC product ,can be sold easily
DM 900 ko filhall store ki nazar nah kijiay ga ..abhi toh meray issue start he naheen huwway

Sab se bara miracle mere liye aur meri knowledge ka test Dm900 tha . Jis stage tak ja main us ke sath khela hon aur box ko red pr nhi jane dia ye ek successful effort thi. Jo hardwares test tha us ka result to le lia . Wese to store main Dm900 aj pohnch gya he baqi ap jo kehen ge wo test time to time hote rehen ge . Wo dhaka start wali baat mere zehan me kal se atak gyi he . aisa nhi he ke mujhe apni ability pr koi shak he .Ya jis muqaam tak us ko le ja kar wapis lekar aya hon mujhe koi fear he . Main sirf us ko test se bhi safe and sound guzrta dekhna chahta hon . Video is ka bhi share hoga .
.
DM520 main ne decide kr lia ab ye jitne me bhi sale hua kr dena he . ab mere ye kisi kaam ka nahi he . us ko working condition main lekar ane ka maqsad bhi yehi tha ke ye ab doli charh jaye .
. Ek silent user aisa bhi hai Jo meri posts par reha he aur baad me mujhe msg karta he
Major geeks welcome welcome
Aliraza63 wrote: ↑18 Aug 2023, 9:57 am
Ek silent user aisa bhi hai Jo meri posts par reha he aur baad me mujhe msg karta he
Major geeks welcome welcome
to call you here with aiming ..coz your efforts could provide benefits to majority of users ...(if there is majority of members NOT khly makhlooq..bots )
aap nay Mun TV ko herkat mei lana tha ..uss per kaam ker kay woh command/patch idder he upload karain ..aapko idder lanay ka kutch mujhay be faida ho
XDSR685HDR Avant OPENBOX AS4K CI Pro
800HDse SIM2.10 Vu+Solo2 Solar setup detail Fronus PV 5000 INFINEON+ Canadian450W PV Module
Aliraza63 wrote: ↑18 Aug 2023, 9:57 am
Ek silent user aisa bhi hai Jo meri posts par reha he aur baad me mujhe msg karta he
Major geeks welcome welcome
aap nay Mun TV ko herkat mei lana tha ..uss per kaam ker kay woh command/patch idder he upload karain ..aapko idder lanay ka kutch mujhay be faida ho
Ye hai mun tv ki output
audio/mp4
video/mp4
audio/mpeg
audio/
audio/mpeg-4
audio/
Codec missing he aisi codec mostly lmp4 hoskti he. kisi ipk se inject nhi ki ja sakti .jab tak packges me update na ho aur koi bhi software upadte nhi kr sakta jab tak git main branch me update na ho phr us ko compile kia jae .
mere khyal se aisa mumkin nahi he ab .Baqi main apne seniors se discuss kron ga .
Aliraza63 wrote: ↑18 Aug 2023, 12:06 pm
Ye hai mun tv ki output
audio/mp4
video/mp4
audio/mpeg
audio/
audio/mpeg-4
audio/
Codec missing he aisi codec mostly lmp4 hoskti he. kisi ipk se inject nhi ki ja sakti .jab tak packges me update na ho aur koi bhi software upadte nhi kr sakta jab tak git main branch me update na ho phr us ko compile kia jae .
mere khyal se aisa mumkin nahi he ab .Baqi main apne seniors se discuss kron ga .
koee baat naheen aap kay pass sari life lines hein ,,plz don't consider it apni haar ya jeet aur nah he mei aapko realize kerwaoon ga ..yeh hay codec ka issue ,800HDse SIM2.10 per kabhi behtreen chal parhta hay lekin channel change ker kay wapisi per picture still ho jaati hay
DM 900 per abhi tuk aik duffa be Mun TV ko herkat kertay naheen dekha ..you know very well keh herkat mei barkat hoti hay
XDSR685HDR Avant OPENBOX AS4K CI Pro
800HDse SIM2.10 Vu+Solo2 Solar setup detail Fronus PV 5000 INFINEON+ Canadian450W PV Module