Shahid Geo
Moderator
Posts: 9897 Joined: 16 Jun 2013, 9:51 pm
Has thanked: 6409 times
Been thanked: 3211 times
Post
by Shahid Geo » 08 May 2016, 10:20 am
Hum Kisi Ke Qabil Nahi, Is Liye Sab Se
Door Rehnay Lagay Hain,
Warna Tanhai Ki Keya Jurat Thi Ke
Humain Barbaad Karti.
Shahid Geo
Moderator
Posts: 9897 Joined: 16 Jun 2013, 9:51 pm
Has thanked: 6409 times
Been thanked: 3211 times
Post
by Shahid Geo » 08 May 2016, 10:20 am
Kiyun dhoondta hai usay
Masjidon mein, Mandiron mein,
Churchon mein,
Woh tou rehta hai tere dil mein, teri
Rooh mein, teri nas nas mein.
Shahid Geo
Moderator
Posts: 9897 Joined: 16 Jun 2013, 9:51 pm
Has thanked: 6409 times
Been thanked: 3211 times
Post
by Shahid Geo » 08 May 2016, 10:21 am
Chor ke sab deen-o-emaan
'Meer’ jis ke wastay hum huye
Kafir tou woh musalmaan ho gaya.
Shahid Geo
Moderator
Posts: 9897 Joined: 16 Jun 2013, 9:51 pm
Has thanked: 6409 times
Been thanked: 3211 times
Post
by Shahid Geo » 08 May 2016, 10:22 am
Koi mast hai, Koi tishna lab
Tou kisi ke haath mein jaam hai,
Magar is pe koi kary bhi keya
Yeh tou May Kadey ka nizaam hai.
Shahid Geo
Moderator
Posts: 9897 Joined: 16 Jun 2013, 9:51 pm
Has thanked: 6409 times
Been thanked: 3211 times
Post
by Shahid Geo » 08 May 2016, 10:23 am
Mehfil mein teri tere talabgar agaye
Aa samnay ke
Taalib-e-Deedar agaye.
Shahid Geo
Moderator
Posts: 9897 Joined: 16 Jun 2013, 9:51 pm
Has thanked: 6409 times
Been thanked: 3211 times
Post
by Shahid Geo » 08 May 2016, 10:24 am
Koja hun, ganda hun, andhi basti ka
Andha hun,
Jo bhi hun, Jaisa bhi hun
Maalik tera banda hun.
Shahid Geo
Moderator
Posts: 9897 Joined: 16 Jun 2013, 9:51 pm
Has thanked: 6409 times
Been thanked: 3211 times
Post
by Shahid Geo » 10 May 2016, 10:06 am
Jany yeh konsi manzil hai karb ki jhaan
Na tu waqt deta hai
Na main maangta hun.
Shahid Geo
Moderator
Posts: 9897 Joined: 16 Jun 2013, 9:51 pm
Has thanked: 6409 times
Been thanked: 3211 times
Post
by Shahid Geo » 10 May 2016, 10:06 am
Agar parr jaye adat ap apny sath
Rehnay ki
Yeh saath aisa hai ke
Insaan ko tanha nahi karta.
Shahid Geo
Moderator
Posts: 9897 Joined: 16 Jun 2013, 9:51 pm
Has thanked: 6409 times
Been thanked: 3211 times
Post
by Shahid Geo » 10 May 2016, 10:07 am
Gharoor parwar
Anaa ka maalik
Kuch is tarha ke hain naam mere
Magar kasam se
Jo tumne ik naam bhi pukara tou main tumhara
Tum apni sharton pe khel khelo
Main jaisy chahun lagaun baazi
Agar main jeeta tou tum ho mere
Agar main haara tou
Main tumhara.
Users browsing this forum: Claude [Bot] and 56 guests