42-3 Insan 3 chezon se mehroom rahenge
1.Ghusay wala Durust faisly se
2.Jhoota Izzat se
3.Jald baaz Kamyabi se.
(Hazrat Ali a.s)
Hazrat Ali Aqwal In Roman Urdu
-
- Registered Member
- Posts: 52
- Joined: 19 Apr 2015, 11:57 am
-
- Registered Member
- Posts: 52
- Joined: 19 Apr 2015, 11:57 am
Re: Hazrat Ali Aqwal In Roman Urdu
45-Allah k nazdek sab say ziada gunah gar chez jhoot bolnay wali zuban he.
(Hazrat Ali a.s)
(Hazrat Ali a.s)
-
- Registered Member
- Posts: 52
- Joined: 19 Apr 2015, 11:57 am
Re: Hazrat Ali Aqwal In Roman Urdu
46-GHULAB KA PHOL BNO!KYUNK YEH PHOL US K HATH ME BHI KHUSHBO CHOR DAITA HAI JO ISEY MASAL KAR PHAINK DAITA HAI."HAZRAT ALI A.S"
-
- Registered Member
- Posts: 52
- Joined: 19 Apr 2015, 11:57 am
Re: Hazrat Ali Aqwal In Roman Urdu
49-Agr Tm Usy Na Pa Sako Jise Tm Chahte Ho,Tu Usy Zror Pa Lena Jo Tmhe Chahta Hy
QK Chahne Se, Chahe Jane Ka Ehsas Ziada Khubsurat Hota Hy.
HAZRAT ALI (a.s)
QK Chahne Se, Chahe Jane Ka Ehsas Ziada Khubsurat Hota Hy.
HAZRAT ALI (a.s)
-
- Registered Member
- Posts: 52
- Joined: 19 Apr 2015, 11:57 am
Re: Hazrat Ali Aqwal In Roman Urdu
zindagi ustad se ziada sakht hoti hai, ustad sabaq de kr imtehan leta hai aur zindagi imtehan le kr sabaq deti hai. Hazrat Ali (A.S) !
-
- Registered Member
- Posts: 52
- Joined: 19 Apr 2015, 11:57 am
Re: Hazrat Ali Aqwal In Roman Urdu
Din ko rizk ki talash karo or raat ko usay talash karo jo tumhai rizk deta hay.
HAZRAT ALI (A.S)
HAZRAT ALI (A.S)
-
- Registered Member
- Posts: 52
- Joined: 19 Apr 2015, 11:57 am
Re: Hazrat Ali Aqwal In Roman Urdu
Koi tmhra dil dukhay to naraz na hona
Q k ye qudrat ka Qanun ha K jis drakht k pas ziyada metha phal hota he
Usey log ziada PATHR marte hn.
HAZRAT ALI
Q k ye qudrat ka Qanun ha K jis drakht k pas ziyada metha phal hota he
Usey log ziada PATHR marte hn.
HAZRAT ALI
-
- Registered Member
- Posts: 52
- Joined: 19 Apr 2015, 11:57 am
Re: Hazrat Ali Aqwal In Roman Urdu
Apno Ki Koi Bat Buri Lge To Khamosh Ho Jao
Agr Wo Apna Hy To
Smjh Jaye Ga Or Agr Na Smjhe To Tm Smjh Lena K Wo Tmhara Apna Nhi.
HAZRAT ALI( A.S)
Agr Wo Apna Hy To
Smjh Jaye Ga Or Agr Na Smjhe To Tm Smjh Lena K Wo Tmhara Apna Nhi.
HAZRAT ALI( A.S)
-
- Registered Member
- Posts: 52
- Joined: 19 Apr 2015, 11:57 am
Re: Hazrat Ali Aqwal In Roman Urdu
Zindgi man kbi halat k Sath samjhota krna pare tu ghabrana mat
“Dost”
Jhukta wohi ha Jis man Jan hoti ha
Akarna tu Mudy ki pehchan hoti ha
Hazrat ALI (A.S)
“Dost”
Jhukta wohi ha Jis man Jan hoti ha
Akarna tu Mudy ki pehchan hoti ha
Hazrat ALI (A.S)
-
- Registered Member
- Posts: 52
- Joined: 19 Apr 2015, 11:57 am
Re: Hazrat Ali Aqwal In Roman Urdu
Agar rizq
aqal-o-danish se milta
tou jaanwar aur
bewaqoof zinda hii na
rehte …
(Hazrat Ali r.a.)
aqal-o-danish se milta
tou jaanwar aur
bewaqoof zinda hii na
rehte …
(Hazrat Ali r.a.)
Who is online
Users browsing this forum: Ahrefs [Bot],
Amazon [Bot],
Claude [Bot],
Yandex [Bot] and 8 guests