HUM HD And HUM MENA Temporary FTA

Mohsin.m17
Registered Member
Registered Member
Posts: 492
Joined: 14 Jul 2017, 7:17 pm
Location: Sukkur
Has thanked: 37 times
Been thanked: 22 times
Contact:

Re: HUM HD And HUM MENA Temporary FTA

#11



Post by Mohsin.m17 »

Muhammad Qaiser wrote: 10 Jun 2019, 12:38 am
Mohsin.m17 wrote: 09 Jun 2019, 11:17 pm
Muhammad Qaiser wrote: 09 Jun 2019, 9:21 am i hate temporary word. Pata nahin encrypt karne se channel ko kiya faida hai, Viewers bhi kam ho jate hain aur income bhi
Dear channel ko fta hone me nuqsan hai qk fta channel Wohi hota jiski demand na ho. Jis channel ki demand hogi log pese de kr bhi usay dekhy gy. Dth jb a jyega to ye sare channel ek mi ute ke liye b fta nhi hongay phir inka contract ho jyega dth companies se. Dth companies channels ko pese detay hain aur unko scramble kr k awam se pese letay hain is se phir channels ko bht faida hota hai aur phir wo achy achy programmes bnatay hain. Indian channels b isi waja se kamyab hain
laga hai, in par bhi PTI ka asar ho gaya hai, har kam ke liye awan ko ragra do :)
I am not pti supporter me sirf cheezon ki basics bata rha hon ye jo channels hain ye free me dekhne k liye nhi hotay, kya starplus, zee tv, sky network, osn ye sb free me chaltay hain ye sab channels pti ke hain? Jbtak dth nh ajata ap log enjoy kro ye channels. Usky bad shyd hi koi channel fta ho.
User avatar
Muhammad Qaiser
Administrators
Administrators
Posts: 2142
Joined: 29 Dec 2018, 12:56 pm
Location: golden-forum.com
Has thanked: 893 times
Been thanked: 2363 times
Contact:

Re: HUM HD And HUM MENA Temporary FTA

#12



Post by Muhammad Qaiser »

bhai jo channels ap ne upar mention kiye hain un ko hum tv etc se compare na karen. because yeh int reputed channels hain. Jab yeh channels start hue the tu salon tak free rahe the, pori world main in ke billions main viewers hain. Lakin pak channels ko in ke standard par ane main abhi lamba arsa darqar hai. Rupee ki qami aur obsolete tech bhi nakami ki wajohat hain.
Hamrai yeh khami hai keh hum apne substandard channels ko top world class channels se compare karne lagte hain jo haqeeqat ke khalaf hai.
Agar pak channels encrypt hue tu in ke jo throre viewers hain woh bhi khatam ho jain ge aur pora pakistan international dth ko prefer kare ga (it is my opinion). :)
VU + Solo 4K
Tiger T 800+ Full HD


Online - when I'm there
Offline - when I'm not there :)
Mohsin.m17
Registered Member
Registered Member
Posts: 492
Joined: 14 Jul 2017, 7:17 pm
Location: Sukkur
Has thanked: 37 times
Been thanked: 22 times
Contact:

Re: HUM HD And HUM MENA Temporary FTA

#13



Post by Mohsin.m17 »

Muhammad Qaiser wrote: 10 Jun 2019, 8:47 am bhai jo channels ap ne upar mention kiye hain un ko hum tv etc se compare na karen. because yeh int reputed channels hain. Jab yeh channels start hue the tu salon tak free rahe the, pori world main in ke billions main viewers hain. Lakin pak channels ko in ke standard par ane main abhi lamba arsa darqar hai. Rupee ki qami aur obsolete tech bhi nakami ki wajohat hain.
Hamrai yeh khami hai keh hum apne substandard channels ko top world class channels se compare karne lagte hain jo haqeeqat ke khalaf hai.
Agar pak channels encrypt hue tu in ke jo throre viewers hain woh bhi khatam ho jain ge aur pora pakistan international dth ko prefer kare ga (it is my opinion). :)
Dear ap pakistan k channels ko kam q samjhtay ho qk un py pakistan ka label laga hota hai.indian dth per Indian content sirf saas bahu aur aur kuch achi bollywood movies ke siwa aur unky pas apna kya hai? Discovery nat geo, cartoon network, star movies tlc history, ye sab foreign content hai agr ye sb Indian dth se nikaal do to koi Inky dth ko ghaas nhi dalayga Pakistan jesa drama dunya me nhi banta, kuch arsa pehle hum tv ki viewership UK me star plus aur zee se bhi ziada thi abi ka mjhy nhi pata. India walon ne zee zindagi ko q band kia tha qk wahan py unky serials ki trp gir gai thin. Pakistan ek gareeb mulk hai aur in channels ko agr acha platform mile ga to ye channel zee network aur osn ke channels ko bhi peechy chor sktay hain.
User avatar
Shahid Geo
Moderator
Moderator
Posts: 9897
Joined: 16 Jun 2013, 9:51 pm
Has thanked: 6409 times
Been thanked: 3208 times

Re: HUM HD And HUM MENA Temporary FTA

#14



Post by Shahid Geo »

masla ye hai k hum ne khud ko adhi kar diya hai indain program ka

ager hum shoro se pak chanels drama music dekhty sunty to aj ye nohbat na ati

abhi bhi humary pass waqt ha turn to pak dth
User avatar
Muhammad Qaiser
Administrators
Administrators
Posts: 2142
Joined: 29 Dec 2018, 12:56 pm
Location: golden-forum.com
Has thanked: 893 times
Been thanked: 2363 times
Contact:

Re: HUM HD And HUM MENA Temporary FTA

#15



Post by Muhammad Qaiser »

bro, main bhi sirf int. channels ki bat kar raha tha. Indian channels ki nahi. Pak chanels are 100 times better than indian star plus etc channels. But jab bat international standard ki ati hai like BBC Earth/Discovery/National Geo/BBC/CNN tu pak channels kafi peche hain. viewership barhane kay liye channels ko free rakhna chahiye ta ke maximum log dekh saken/adv ziya hoon gay tu channels ki income bhi bhar jaye gi (my opinion) :)
VU + Solo 4K
Tiger T 800+ Full HD


Online - when I'm there
Offline - when I'm not there :)
Post Reply Previous topicNext topic

Who is online

Users browsing this forum: User avatarApple, User avatarBing, No User AvatarDot, No User AvatarSemrush [Bot], No User Avatartrendiction and 406 guests