** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

Ebadat esi kro jis se tumhari ROH ko maza aey Q k jo Ebadat dunya mai maza na de wo Akhrat mai kia jAZAH degi"... .
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

Barish ka Qtra Seep or Saanp 2non k Munh mein Girta hai
Lekin SEEP usay MOTI Aur Saanp usay Zehr bna deta hai
jis ka jesa Zarf wesi uski Takhliq
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

Tum acha karo aur zamzna tum ko bura samjhe
ye tumaray haq main behtar he
Bajaye es k tum bura karo aur
zamana tum ko acha samjhe
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

Jahan Sadaaqat Or Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Barhao Warna Tumhari TANHAEE Tumhari Behtreen Saathi Hai.
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

Bay shak dunya or akhrat ki misal
asay ha jasay 1 shaks ki 2 b v ian
hon 1 ko razi karta ha to dosri roth
jati ha
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

Naikon ki suhbat ikhtiar karo nek ban jao gai, buron ki suhbat se parhaiz karo badi se dor ho jao gai.
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

3 kaam kisi k dil main ap ki izat barhatay hain:
1- Salam karna.
2- Kisi ko jagah dena.
3- ASAL NAM SE PUKARNA."
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
A.Ghafoor
Registered Member
Registered Member
Posts: 111
Joined: 28 Jan 2015, 4:54 pm

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by A.Ghafoor »

Achi Soch Pe Woh Inaam Milta Hai

Jo K Achi Ibadat Per Bhi Nhi Milta

Q K Soch Mai Dikhawa Nahi Hota

Ameer Ul Mom-E-neen
A.Ghafoor
Registered Member
Registered Member
Posts: 111
Joined: 28 Jan 2015, 4:54 pm

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by A.Ghafoor »

K Woh Tumhare Aib Janta Hai
Iss Liye K Woh Tmhare Aiboon Sey Waqif Honey K Bawajood Tum ko Dost Manta Hai.
Hazrat ALI R.A
A.Ghafoor
Registered Member
Registered Member
Posts: 111
Joined: 28 Jan 2015, 4:54 pm

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by A.Ghafoor »

Zindagi k har morr par Sulah karna sekho
Q k
Jhukta Wohi hai jis mein Jaan hoti hai,
Akarrna too Murday ki pehchaan hai.

(Hazrat Ali (R.A.)
Previous topicNext topic

Who is online

Users browsing this forum: No User AvatarClaude, No User Avatartrendiction and 7 guests