Umair Malik wrote: ↑28 Jun 2019, 10:58 pm
App News/Indus
38.5E
4171 V 12222
Mere Pass 6ft Par No Signals. 8ft Par OK Hai
Yeh Paksat Kei Sab Sei Weak TP Hai Ajjkal
I have setup on 6' fibre and weakest TPs were Bol and Indus/AAP
I think bol tv aur Atv k signals boht weak hein
Atv tp 4081 V 3255
aap to 8ft per use kr rhe hain setting ache se karain kiun k main ye channels 4ft per receive kr rha hon bol main thore kum hain lakin atv ok hai aur ye sab dish ki normal setting per araha hai koi ziada mehnat nahi ki hui

Ho sakta hai area wise signal problem ho. Kahen ziada to kahen Kam
STARSAT EXTREME HEVC SONY Bravia LED 43* TV
SATELITE$ : 108 | 95 | 93 | 88 | 83 | 52 | 51 + 38 | 13E
mera khayal hai keh garmiyun main dish signals waise bhi kam ho jate hain. Chahe hum Hotbird ki bat karen ya paksat etc ki sab kay signals summer main 20-30% kam ho jate hain. Paksat par dish ka standard size 8ft hai lakin 6ft se bhi kam chal jata hai. Lakin agar dish ka size 4-5 - 5 ft ho tu signal issues ate hain. Jin ke pas 6-8 ft dish lagi hain unko signal loss ka pata nahi chalta, unki pic main break nahi hoti aur woh signal loss ko note bhi nahi karte
1. Xiaomi TV Box S 2nd Gen
2. VU + Solo 4K
3. 55" HAIER 4K UHD Google TV
Online - when I'm there
Offline - when I'm not there
Muhammad Qaiser wrote: ↑02 Jul 2019, 9:22 am
mera khayal hai keh garmiyun main dish signals waise bhi kam ho jate hain. Chahe hum Hotbird ki bat karen ya paksat etc ki sab kay signals summer main 20-30% kam ho jate hain. Paksat par dish ka standard size 8ft hai lakin 6ft se bhi kam chal jata hai. Lakin agar dish ka size 4-5 - 5 ft ho tu signal issues ate hain. Jin ke pas 6-8 ft dish lagi hain unko signal loss ka pata nahi chalta, unki pic main break nahi hoti aur woh signal loss ko note bhi nahi karte
bro aapko ghalatfehmi ho rhi hai Paksat Pakistan k liye size 5ft hai aap max 6ft krlain isi wajah se 4ft per mostly channels receive hojate hain lakin kuch channels jese vtv seetvhd samaa thora signal problem krte hain
Muhammad Qaiser wrote: ↑02 Jul 2019, 9:22 am
mera khayal hai keh garmiyun main dish signals waise bhi kam ho jate hain. Chahe hum Hotbird ki bat karen ya paksat etc ki sab kay signals summer main 20-30% kam ho jate hain. Paksat par dish ka standard size 8ft hai lakin 6ft se bhi kam chal jata hai. Lakin agar dish ka size 4-5 - 5 ft ho tu signal issues ate hain. Jin ke pas 6-8 ft dish lagi hain unko signal loss ka pata nahi chalta, unki pic main break nahi hoti aur woh signal loss ko note bhi nahi karte
AP bilkul sahe hoo. Humary city me moisture ratio ziada hai. Aur jaha moisture hotaa hai waha signal problem krty hein. Mary pas 3 din pehly Aap tv k signal 90+ arhy thy par ab pora satellite hi 100% show karta hai signals .