Page 1 of 1

INTERNET MB USED IN RECEIVER

Posted: 16 Apr 2018, 7:51 am
by ali03000345
Bhai koi ye bata skta hai to receiver internet se connect hone k bad kitne MB use krta hai main wifi use krta hon ager wifi down ho aur mobile se connect karo to telenor ka 20 MB 10 se 15 min main khatam ho jata hai.
main ne suna hai 100 to 150 MB monthly use hota hai lakin mera to 20 MB 10 min main khatam ho jata hai aur main DISHTV ki baat ker raha hon woh bhi SD IPTV ki nahi

INTERNET MB USED IN RECEIVER

Posted: 16 Apr 2018, 10:58 am
by love is life
brother i think yah issue zaida tar star sat boxes ma hain china sim boxes ma nhi ha. ak ur cheaz china sim boxes jo hain na woh 2g supported hain thats why un ma data zaida use nhi hota ha...!!!

INTERNET MB USED IN RECEIVER

Posted: 16 Apr 2018, 12:37 pm
by ali03000345
bhai mera china box hai aur main wifi se connect krta hn ya mobile k hotspot se is main sim ka option nahi

INTERNET MB USED IN RECEIVER

Posted: 16 Apr 2018, 1:24 pm
by tiger
jub package lagana ho to aisay purany nokia ya kisi aur set mein sim laga ker package lago jis mein internet na lag sakta ho....

baqi bahut se apps aur games bhi net use karti hain jasiy subway surfer, and etc

package laga ker sim ya to wingle ya phir sim supported receivers ( jo k pak made 2 number local hotay hain) mein lagao , bajaye iss k k mobile hotspot banao..

andaza hai k ziada se ziada 30-40 mb use hotay hain monthly...

aap telenor per kon sa monthly package lagatay ho ? command aur charges ka batao...

zong ko try kar k dekho 75 rupees mein 150mb miltay hain.... taqreeban rs.110 monthly kharcha ho ga

INTERNET MB USED IN RECEIVER

Posted: 16 Apr 2018, 2:32 pm
by ali03000345
main to sirf net down hone per telenor ka 20 MB ka package jo rozana free milta hai use ker leta hon wifi hone ki wajah se mobile main package karane ki zarorat hi nahi prti lakin 20 MB itni jaldi khatam hote hain k monthly to 2 GB se bhi uper chala jayega is liye confirm kr raha tha.
wese main ne bhi suna yahi tha k 100 MB tak use hota hai