*GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm
Contact:

*GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

#1



Post by SHAKEEL MALIK »



Koi tmhra dil dukhay to naraz na
hona
Q k ye qudrat ka Qanun ha K jis
drakht k pas ziyada metha phal hota
he
Usey log ziada PATHR marte hn.
HAZRAT ALI(R..h
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm
Contact:

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

#2



Post by SHAKEEL MALIK »

Apno Ki Koi Bat Buri Lge To
Khamosh Ho Jao
Agr Wo Apna Hy To
Smjh Jaye Ga Or Agr Na Smjhe To
Tm Smjh Lena K Wo Tmhara Apna
Nhi.
HAZRAT ALI(A.S)
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm
Contact:

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

#3



Post by SHAKEEL MALIK »

Jhukta wohi ha Jis man Jan hoti ha
Zindgi man kbi halat k Sath
samjhota krna pare tu ghabrana mat
“Dost”
Jhukta wohi ha Jis man Jan hoti ha
Akarna tu Mudy ki pehchan hoti ha
Hazrat ALI ( A.S)
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm
Contact:

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

#4



Post by SHAKEEL MALIK »

Jo Tumhari “ QADAR ” Nahe Krta Tum
Uski Aur Bhe Ziada “QADAR ” Kro
Jo Tumhari “QADAR” Nahe Krta Tum
Uski Aur Bhe Ziada “QADAR” Kro, Qk
“ZINDGE” K Kisi Mor Par Use
Tumhari “QADAR” Ka “AHSAS” Zaror
Hoga
Hazrat ALI
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm
Contact:

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

#5



Post by SHAKEEL MALIK »

Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he
Jo DOST ko HAASIL karne me
Naakaam ho,Aur us se bhi Ziyada
Kamzor Wo he Jo Haath aai howe
DOST ko ganwa de”( Hazrat Ali )
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm
Contact:

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

#6



Post by SHAKEEL MALIK »

Agar tum kisi ko dokha deyne mein
kamyaab ho jatey ho tu ye na samjna wo
kitna be waqoof hai balke ye sochna k us ko
tum par itbaar kitna tha *HAZRAT ALI*
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm
Contact:

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

#7



Post by SHAKEEL MALIK »

Hazrat ALi (R.A)
Tum Dost se aisa Raviya Apnao Jesa K Tum Us
K Ghulam Ho.
Lekin Yad Rakhna Ye Raviya Us Say Rakho Jo
Es K Laiq Ho.
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm
Contact:

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

#8



Post by SHAKEEL MALIK »

Hazrat ALi (R.A) k Pas Ek isaai aur Ek Yahudi
Aaye aur Apko Lajawab krne k liye Sawal
kiya..
1= Ae ALi Ye Btao k Wo kon Si Cheez He Jo
Hum To Dekhte Hen Pr ALLAH Nhi Dekhta?
2= AP kehte Ho Quran Me Har cheez ka ilm
he To Wo kya He Jo Quran Me Nhi Hai?
Baab e iLm Ne muskarate hue Jawab Diya k
ALLAH “khuwaab” Nhi Dekhta Kyon k Usko Na
Neend Aati He Na Oung Dosra Ye k Quran Me
Sab kuch Likha He Pr “Jhoot” Nhi Likha Hy.
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm
Contact:

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

#9



Post by SHAKEEL MALIK »

“kisi ka dil mat dukhao,
Q K mafi mang lene k bawjood usy dukh
zarur rahega.
“jese deewar men lagi keel ko nikalne se
nishan reh jata hai”…
HAZRAT ALI (A.R)
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm
Contact:

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

#10



Post by SHAKEEL MALIK »

Hazrat Ali(A.S) se kisi ne sawal kia k
“kis tarah pata lagaya jay
k
insaan per aanay wali musibat saza hai
ya
aazmaish?
Hazrat Ali(A.s) ne farmaya,
“jo musibat
insaan ko Allah se door kary
wo saza
Aur
jo musibat insaan ko Allah k qareeb karay
wo Aazmaish hai.”

Post Reply Previous topicNext topic

Who is online

Users browsing this forum: User avatarGoogle, User avatarGoogle Adsense, No User AvatarNanasi12 and 237 guests