Page 10 of 12

Re: Hadees Shareef {saw}

Posted: 02 Feb 2015, 4:20 pm
by A.Ghafoor
Hadees Mere Sahaba RA Sitaron Ki Manind

Al Hades Merey Sahaba (r.a) Sitaron Ki Manid Hen , In Mein Sey Kisi Aik Ki Iqtada Karo Gey.

Hidayat Paa Jaao Gey. MISHKAT SHAREEF

Re: Hadees Shareef {saw}

Posted: 02 Feb 2015, 4:21 pm
by A.Ghafoor
HADEES Kasrat Se Darood Parhna
HADEES: Kasrat Sey Darood Parhna
Tumhari Fikroon Ko Dooor Karney Kay Liye Kaafi
Or Tumhray Gunahon Kay Liye Kaffara Hai.
(Tirmizi. J.4 P.207)

Re: Hadees Shareef {saw}

Posted: 02 Feb 2015, 4:21 pm
by A.Ghafoor
“Behtareen Naiki Yeh
Hai Kay Admi Apne WaLid Kay
Dostoon Sey Acha SuLook
Karey”

(Tirmizi, p 896,
H 1966

Re: Hadees Shareef {saw}

Posted: 02 Feb 2015, 4:22 pm
by A.Ghafoor
Nabi Pak SAW Ne Farmaya Jo Shaks

Mujh Par ik dafa Darood bejta hai
ALLAH Paak us Par 10 Rehmaten Nazil Farmataa He.

Re: Hadees Shareef {saw}

Posted: 02 Feb 2015, 4:23 pm
by A.Ghafoor
Al Hadees
Resham Aur Sona (Gold) Meri Ummat K Mardo Key Liyee Haraam.

Or Aurto K Liyee Halaal Hai
IBn_E_Maja#H,3595

Re: Hadees Shareef {saw}

Posted: 02 Feb 2015, 4:23 pm
by A.Ghafoor
Al Hadees
Resham Aur Sona (Gold) Meri Ummat K Mardo Key Liyee Haraam.

Or Aurto K Liyee Halaal Hai
IBn_E_Maja#H,3595

Re: Hadees Shareef {saw}

Posted: 02 Feb 2015, 4:24 pm
by A.Ghafoor
Tum Subha K Waqt
ALLAH Ki Kitaab Ki 1
Ayat Sekh Loo Yeh 100
Nafil Parhney Sey Afzal
Hai

(Ibne-e-Maja J-1

Re: Hadees Shareef {saw}

Posted: 02 Feb 2015, 4:25 pm
by A.Ghafoor
Jo Soty Waqt QURAN Paak Ki Koi Bhi 1 Surah Parhay Too 1 Farishta Uss k Jagney Takk Uss ki Hifazat Karta Hai

(Musnad Ahmed H#1713

Re: Hadees Shareef {saw}

Posted: 02 Feb 2015, 4:25 pm
by A.Ghafoor
Gaali De Uss K Sar Pey Jhanum Mai Ess Qadar Aaag Barsay Ge

Jesay Asmaaan Sey Zameen Par Barish Barasti Hai.

(Muslim H#6602)

Re: Hadees Shareef {saw}

Posted: 02 Feb 2015, 4:27 pm
by A.Ghafoor
Makhi K Sar K Barabr Bhi Aansu Nikla
ALLAH Ney Uss Par Dozakh Haraam Kardi

(iBn-E-Maja

H#4197)