Qabar aur insan

jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm
Contact:

Re: Irshaad”e”Bari” “Talah”

#11



Post by jambugti »

Irshaad"e"Bari" "Talah" "Momino"Sony" "se"pehly"sb" ko" Maaf"kr"diya" "kro "Tmhary" "Jagny"se"pehly" "me"tmhen Maaf kr don ga.! "Subhan"Allah"
jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm
Contact:

Re: GUNAH ko phelane ka zariya kabhi mat bano,

#12



Post by jambugti »

GUNAH ko phelane ka zariya kabhi mat bano, Q k hu skta hai tum tu tubah kr lo, Par jis ko tm ne gunah py lagaya, Wo tumhari akhirat ki tabahi ka sabab ban jae.
jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm
Contact:

Re: NABI S.A.W. ki juma ki sunaten

#13



Post by jambugti »

NABI S.A.W. ki juma ki sunaten Acha libas, Ghusal, Khusbu, Miswak, Surma, Darud sharif, Sura kahaf. Tell ppl Q K 1 sunat kO zinda krna 100 shahidON k brabar hai
jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm
Contact:

Re: Kuch aisy log hongay jin ko JANNAT me janay ka hukum diy

#14



Post by jambugti »

==HADIS== Kuch aisy log hongay jin ko JANNAT me janay ka hukum diya jaegay, lakin wo JANNAT ka raasta bhol jaengay. Ye wo log hain jin k samne, Aap RASOOL PAK ka Naam liya jaye aur wo DAROOD SHARIF na bhejen.. Jab tak ye SmS frwrd hota rahega, aap ko aur mujhe is ka AJAR milta rahega. INSHA-ALLAH.
Deathteller
Registered Member
Registered Member
Posts: 106
Joined: 08 Feb 2015, 5:48 pm
Location: Rawalpindi
Contact:

Re: Qabar aur insan

#15



Post by Deathteller »

Apney ghar walon ko namaz ki takeed karo aur khud bhi iss per saabit raho. Hum tum say rozi nahi maangtay bulkay Hum khud tumhen rozi den gay. Aakhir mein bhala perhezgari hi ka hai (Sura Tua'ha Ayat 132)
Yaqeenan tumharay liye ibrat ki nishani thi unn do jamaaton mein jo aapas men lar rahay thay. Aik jamaat to Allah ki raah mein lar rahi thi aur doosra giroh kafiron ka tha. Wo (kafir) unhen apni aankhon say apney say dugna dekhtay thay aur Allah jisay chaahay apni madad say mazboot karta hai. Yaqeenan iss mein aqalmandon k liye bari ibrat hai (Sura Aal e Imran Ayat 13)
Post Reply Previous topicNext topic

Who is online

Users browsing this forum: No User AvatarAhrefs [Bot], No User AvatarBytespider and 174 guests