Bro kabhi ap dubai jao tu ap ko pata chale ga keh wahan har indian chowki par pakistani stamp lagi hoti hai. Koi bhi ap ko us waqt tak pakistani nahi mane ga jab tak ap indian chowki par stamp na lagain. Agar yaqeen nahi ata tu confirm kar lo kisi bhi dubai resident se
@ dodi bro, asal sawal yeh hai, keh kis ne kitni indian chowkian fateh ki hain. (bas is se age bolna mana hai, warna sara forum dubai ke veze lagwa le ga)